Wednesday, 18 December 2013

"Kaash......"

Kaash main tum se mila na hota
Ye din na hoti, ye main na hota
Tu rahti wahin, ho jahan abhiabhi jo hai
Wo waqt na hota

Kya mila chand khushi ke siwa
Na milata, gar pyar nibhaya hota
Sikayat tumse nahi, hai khud se mujhe
Kaash main tumhe pahchan paya hota

Main likhta yahan bewafa tumhe
Gar dil mera roka na hota
Ek bar to jhank ke dekh, main abhi hun jahan
wahan na hota

Main bhi khushi chahta tha
Magar sabko ye nashib nahi hota
Tu khush rahti sada, meri jindgi ke badle
Mujhe apni maut par bhi afsos na hota.

From my own dairy(written by me)

Kishor Jha.